Om Jai Jai Jai Guruji
Jai Gurudev Dayanidhi, Kripasindhu Jai ho.
Jai Jai Karuna Sagar, Jai Jai Karuna Sagar
Vasudev Jai ho
Om Jai Jai Jai Guruji
Ashtasiddhi Tav Dasi, Navanidhi ke Swami
Jan dukh haran parayan, Jan dukh haran parayan
Sab ke sukha kaami
Om Jai Jai Jai Guruji
Janmasiddha Tum Yogi, Nit parhit Karta
Sadhak janpath darshak, Sadhak janpath darshak
Sharnagat Trata
Om Jai Jai Jai Guruji
Shudhha Budhha Tum Mukta, Nishchal Avinaashi
Satchit Sukh gan Ishwar, Satchit Sukh gan Ishwar
Bhakta hridaya Vasi,
Om Jai Jai Jai Guruji
Guruji hum putron ki Tum vatsal janani
Tav gun varnana karte, Tav gun varnana karte
Maun bane vaani,
Om Jai Jai Jai Guruji
Ek yahi var mange, ham Tav charano mein
Avichal bhakti Tumhari, Avichal Bhakti Tumhari
Sada rahe man mein
Om Jai Jai Jai Guruji
- Om Jai Jai Jai Guruji
Jai Gurudev daya nidhi, Kripa sindhu Jai ho
Jai Jai Karuna Sagar, Jai Jai Karuna Sagar
Vasudev Jai ho
Om Jai Jai Jai Guruji
- Guru- The one who takes us from darkness to light
- Ji- The suffix to indicate respect
- Om- Come closer to Lord
- Jai Gurudev Daya nidhi,- Respects to Guruji, who is compassion personified, is ready to render the Self to us, loves us seventy times more than a mother’s love.
- Kripa sindhu jai ho- He is the ocean of blessings
- Jai Jai Karuna Sagar- He is the incarnation of love and compassion
- Vasudev Jai ho- The one who thrives and is present everywhere, Respects to Thee
- Ashtasiddhi Tav Dasi, Nav nidhi ke Swami
Jan Dukh haran parayan, Jan dukh haran parayan
Sabhi ke sukh kaami
Om Jai Jai Jai Guruji
- Ashta siddhi Tav Dasi- The eight siddhis are with Thee.
- Nav nidhi ke swami- The nine nidhis are with Thee.
- Jan Dukh haran parayan- The one who takes away the sorrows and turbulences from all the lives
- Sabhi ke sukh kaami- The one who enhances the joy in all lives, Respects to Thee
- Janmasiddha Tum Yogi, nit parhit Karta
Sadhak Janpath Darshak, Sadhak Janpath Darshak
Sharnagat Trata
Om Jai Jai Jai Guruji
- Janmasiddha Tum Yogi- The one who has aware about the Self from birth is the Janmasiddha Yogi
- nit parhit Karta- The one who is always immersed in service to all creations
- Sadhak Janpath Darshak- The one who illuminates the path for the devotees and help them reach the Destination
- Sharnagat Trata- The devotee who take refuge in Thy feet, is freed from all bondages.
- Shuddha Buddha Tum Mukta, Nishchal Avinaashi
Satchit Sukh gan Ishwar, Satchit Sukh gan Ishwar
Bhakta Hridaya Vasi
Om Jai Jai Jai Guruji
- Shuddha Budhha Tum Mukta-
Shuddha- pure
Buddha, Mukta- The one who is enlightened - nishchal avinaashi-
Nishchal– pure
Avinaashi- The one who cannot be destroyed, the Soul manifested, Respects to Thee - Satchit sukh gan Ishwar-
Satchit means the one with a pure mind, and the one who sees the presence of Lord in the Self - Bhakta hridaya Vasi– then we realize that Thou art in our hearts
- Guruji hum putron ki Tum Vatsal Janani
Tav guna varanan karte , Tav gun varnana karte
Maun bane vaani
Om Jai Jai Jai Guruji
- Guruji hum putron ki Tum vatsal janani– The one who loves us seventy times more than a mother’s love and unites us with the Almighty (vatsal- mother, putron- we as His children)
- Tav gun varanan karte, maun bane vaani– I do not have words to describe Thee
- Ek yahi var maange, hum Tav charano mein
Avichal Bhakti Tumhari, Avichal bhakti Tumhari
Sada rahe man mein
Om Jai Jai Jai Guruji
- Ek yahi var maange, ham Tav charanon mein, avichal bhakti Tumahari, sada rahe man mein- O Guruji! May we have incessant devotion for Thee, May all my breathes flow for Thee, May we have the devotion as Radha Rani had, Shabri ma had and the rest.