Journey to being God

Jay Guru ji ki, pranam bua ji. Mujhe yah Pratima bua ji ki madad se samajh mein aaya ki Ishwar ka mulya kya hai aur Ishwar kya hai. Ab mujhe yahan samajh aaya hai ki jab bhi main session leta hun tab usse jo samajh mein aata hai usse main bahut samay aur ghanton tak Bhagwan ko samarpit rahta hun. Aur mera Bhai jab mere ko pareshan karta hai tab main shant bhi ho jata hun. Isse karan se main Brahman Muhurat ka bhi mulya samajh gaya. Braham muhurt mein dhyan kar lene se hamen us Jyoti ka rahasya samajh aata hai.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *